Mobile Phone Virus Protection - Protect Phone From Virus Attack


Smartphone ki yeh Setting Aapke Android Smartphone Ko Virus Se Rakhegi Dur


Android Smartphones mein Virus aana ek Aam Baat Ho Gayi h 
Iske Bahut Se Karan Ho Sakte h

1)-- Apps aur Games Google Playstore Se Download Nahi Karna

2) Bluetooth ke dwara

3)-- Cable ke dwara

Nuksan-----  Aapke Documents Aur Photos Corrupt ho Jati h

Smartphone Slow Work Karne Lagta h



Iske liye ek Setting h jisse Aapke Mobile Me Virus nahi Aayenge 

1) - Sabse Pahle Aap Apne Smartphone Ki Setting Mein Jao 

Iske baad Aapko Google mein Jana hoga

Kuch Smartphones Mein Google Setting Ke Bahar Hi Hota H 

2)- Ab Aap Google Me Security Par Tap Kare 

3)- Fir Aapko Google Play Protect Par Tap / Dabana h 

Dabane ke Baad Aapko Do Option Dikhai Denge Aapko Unko Enable Karna Hoga 

Result -- Ab Aap Jab Bhi koi App Install Karenge Tab Us App Ko Google Scan Karega Aur Agar Us App Mein Virus Hua To Google Aapko Alert Karega Aur Wo App Download Nahi Karega 




Ab aapke smart phone me virus nahi aa sakte

Hope you like, subscribe for update of every new post, thanks

Comments

Popular Posts